imran khan clear Message on the viral video of Sajada



[ad_1]

THANK YOU FOR LOOKING

AS | COMMENT | SHARING | S & # 39; SUBSCRIBE

For the latest news from around the world, stay in touch with Azaad News TV.
We publish authentic news videos from the latest talk shows and much more ….
For any details or model to use this video Contact us ([email protected]).

[ad_2]

source

17 thoughts on “imran khan clear Message on the viral video of Sajada”

  1. logo tum bol gaya imran ko chordo pirni na b kia shirk oss na b sujada lagya ha abb ya kasa mana ga jo band shirk kar da kia wo mana ga ka ma na shirk kia ha ya ha london ka pahla war hum par yar guna karo aur mokar jawo ka ma na nai kia pir dosri bat ya batwo ka izat aur mohlasi sa b kisi ko app sujada nia kar saktha acha tum na choma liya to muja ya bato ka ya b shirk ha abb kisi chiz ki safi doga

  2. Asi tazeem ki ijazt nai deen mein.ap ko next time asa nai karna chahya.plz peeron ki andhi taqleed na karain is sa dunya akhrat dono jaya gi.im from pti but sorry is ki ijazat deen mein kahin nahin.ye ammal jayaz nai.hmarai qoum to aga hi jahil ha peeron ka chukr mein kitna log barbad hwa han.sub sa pahla mizar bunana ki gunjaish deen mein nai ap jaanat baqih gaya kesa kesa sahaba ki qabrian kahin koi chokhat buni hwi hahan log tazeemi bosa dan.ap ko piyara nabi(s.A.W.s)ki chokhat pa bosa dena ki ijazat mili.un sa ziyada hmara lia kia.plz ap ko hm najana kia samjhta han ap hmara deeni jazbat ko thais na pohanchayain.aj ap ka is fail sa hma jo subki hwi ap soch nai sakta.hr forum pa ap ko defend kia.but yahan nai.ap na sajda nai kua asa ammal kyon kia jis ki wazahat deni pari.

Comments are closed.